Yug Aadi Celebration and Ram Nawmi (29 March to 5 April 2017)

Yug Aadi: To be celebrated on 29 March 2017 as Amavasya ends on 28 March 2017 at 6.42 a.m Mauritian time (after sunrise)

Ram Nawmi: To be held on 5 April 2017 as Nawmi starts on 4 April 2017 at 1.15 p.m and ends on 5 April 2017 at 11.25 a.m. Poornahooti to be performed on 5 April at noon (Madhyaan Sammmay)

Kashi Vishwanath Panchangam (Hrishikesh Panchang)
Sandhikdha vrato pawaas ewam parva nirnaye– Page 40 Para 11

Chaitra Shukla Vasantik Naw Ratra Arambh ewam kalash staphan kariya (Samvat 2074) Chaitra Shukla pratipadha ko Chandra samvatsar arambh hota hain “atrah pratipadhow dayiki grahiya” (Issme Udhayavyapini pratipadah graha hain).

Tatha purwankal mein kalash staphan ka kariya hota hain.

Yahan suryodhayotar muhurth matre vyapi paryuta (Doovitiya yukta) pratipadha bhi grahiya hain.

Chaitra Krishna Samvat 2073 – 28th March 2017 mangalvar (Tuesday) ko Amavasya teethi Din ke 8.12 am (Indian time) (6.42 am Mauritius Time) (Sunrise) – Suryodhaye ke baad purwankal tak vyapta hain.

Tat paschat pratipadha teethi mil rahi hain – Jo ki Doosre dinanka 29th March 2017 Budhwarko (Wednesday)  ghatyadi-177
Suryoodhaye ko sparsh karti houwi vyapta hain.

Devi Puran

“Amayukta – na kartabhyah prati chandicar chane muhurth matrah kartabya dootiya Duigoonanivata » (Devi Puran artha….. amavasya yukta pratipadha mein Naw ratra arambh tatha kalash staphna sambandhit kritiya nahin karna chahiye. Shud udhaye kalik pratipadha jo ki suryo udhaye ko sparsh karti huwi purwankal mein vyat ho – usme naw ratra arambh tatha kalash staphan sambandith samastre kritya karne chahiye –

Attah: Dinanka (Date) 28th March 2017 Mangalvarko (Tuesday) Amavasya Yukta pratipadha mein nav samvat sar nimit samast kritya nahin honge.

Ram Nawmi to be celebrated on Wednesday 05 April 2017 instead of 04 April 2017

For any enquiry please contact
Shree N.Burumdoyal
Maha Lixmi Mandir
Eau Coulee
Mob: 57529142